Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

riwayat

MORE BYAadil Raza Mansoori

    har roz

    badal jaatā hai kuchh na kuchh

    kamra

    har hafte ashre meñ

    na.e salīqe se sajāyā jaatā hai

    sāmān

    vaqt ke saath

    badal jaatī haiñ

    kuchh chīzeñ bhī

    magar

    ek saath

    sab kuchh

    badalne ke liye

    badalnā hotā hai

    ghar

    har roz

    badal jata hai kuchh na kuchh

    kamra

    har hafte ashre mein

    nae saliqe se sajaya jata hai

    saman

    waqt ke sath

    badal jati hain

    kuchh chizen bhi

    magar

    ek sath

    sab kuchh

    badalne ke liye

    badalna hota hai

    ghar

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now