Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ruh-e-asr-e-rawan

Farrukh Yar

ruh-e-asr-e-rawan

Farrukh Yar

MORE BYFarrukh Yar

    vo alam gir ga.e jin ke saa.e tale

    ishq avvalīñ satr likhī ga.ī

    phuul bheje ga.e

    dushmanoñ ke liye

    ab milo bhī ki ai rūh-e-asr-e-ravāñ

    rañg jalne lage

    ruup Dhalne lage

    dūsre pahr meñ terahvīñ zarb par

    kaT ga.e din ke raaje kaḌī dhuup meñ

    shāḳh-tā-shāḳh murjhā ga.iiñ raat rāniyāñ

    ab milo bhī ki ai rūh-e-asr-e-ravāñ

    āñsuoñ meñ sajā aks uḌne ko hai

    barf hone ko haiñ apnī hairāniyāñ

    rūh-e-asr-e-ravāñ!!

    rūh-e-asr-e-ravāñ!!

    wo alam gir gae jin ke sae tale

    ishq ki awwalin satr likhi gai

    phul bheje gae

    dushmanon ke liye

    ab milo bhi ki ai ruh-e-asr-e-rawan

    rang jalne lage

    rup Dhalne lage

    dusre pahr mein terahwin zarb par

    kaT gae din ke raje kaDi dhup mein

    shaKH-ta-shaKH murjha gain raat ki raniyan

    ab milo bhi ki ai ruh-e-asr-e-rawan

    aansuon mein saja aks uDne ko hai

    barf hone ko hain apni hairaniyan

    ruh-e-asr-e-rawan!!

    ruh-e-asr-e-rawan!!

    Source :
    • Book : Quarterly Tasteer Lahore (Pg. 162)
    • Author : Naseer Ahmed Nasir
    • Publication : Roon No.1 1st Floor, Awan Palaza, Shadman Market (7,8, October 98 To March 1999)
    • Edition : 7,8, October 98 To March 1999
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now