sal mahina aur din
aañkh jhapakte ek second
ek minute meñ saaTh second
saaTh minute kā ik ghanTa
ik din meñ chaubīs ghanTa
saat dinoñ kā ik hafta
ek maah hai tiis din kā
bārah mahīne kā ik saal
365 din kā ik saal
january meñ din haiñ iktīs
february meñ haiñ aTThā.īs
chaar se san taqsīm jo puurā
february us meñ untīs din kā
march iktīs april tiis
may iktīs june meñ tiis
may june meñ garmī ziyāda
is meñ sab ko aa.e pasīna
iktīs july iktīs august
barkhā rut meñ rahnā mast
tiis september iktīs december
sardī meñ sab kāñpeñ thar thar
maazī guzrā ab hai haal
ek sadī meñ haiñ sau saal
aankh jhapakte ek second
ek minute mein saTh second
saTh minute ka ek ghanTa
ek din mein chaubis ghanTa
sat dinon ka ek hafta
ek mah hai tis din ka
barah mahine ka ek sal
365 din ka ek sal
january mein din hain iktis
february mein hain aTThais
chaar se san taqsim jo pura
february us mein untis din ka
march iktis april tis
may iktis june mein tis
may june mein garmi ziyaada
is mein sab ko aae pasina
iktis july iktis august
barkha rut mein rahna mast
tis september iktis december
sardi mein sab kanpen thar thar
mazi guzra ab hai haal
ek sadi mein hain sau sal
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.