Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

saneha

Khadija Khan

saneha

Khadija Khan

MORE BYKhadija Khan

    ye yādeñ

    ye bāteñ

    ye aadhī mulāqāteñ

    bahut rūhāniyat hai in meñ

    ek ma.asūmiyat hai in meñ

    ye lamha-e-ulfat

    aayā hai ba.ad muddat

    bas duā hai yahī

    ye kho jaa.e kahīñ

    rahe sadā sadā

    ye vafā

    ye adā

    ye sadā

    ye yaaden

    ye baaten

    ye aadhi si mulaqaten

    bahut ruhaniyat hai in mein

    ek masumiyat hai in mein

    ye lamha-e-ulfat

    aaya hai baad muddat

    bas dua hai yahi

    ye kho na jae kahin

    rahe sada sada

    ye wafa

    ye ada

    ye sada

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now