sathi se
maiñ ḳhud hī apnī bahār se rūThne lagūñ gar
to tum mujhe rūThne na denā
jo vaar lamhe kā ho vo sahnā
ye soch lenā
ki ek lamha gurez kā
kaise
mohabbatoñ kī ik umr pāmāl kar ke guzar rahā hai
main KHud hi apni bahaar se ruThne lagun gar
to tum mujhe ruThne na dena
jo war lamhe ka ho wo sahna
ye soch lena
ki ek lamha gurez ka
kaise
mohabbaton ki ek umr pamal kar ke guzar raha hai
- Book : Chand Chehra Sitara Aankhen (Pg. 139)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.