Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sabz aaghaz se surKH anjam tak

Farooq muztar

sabz aaghaz se surKH anjam tak

Farooq muztar

MORE BYFarooq muztar

    alif se aadmī

    alif se aam hai

    dhuup be-rañg hai

    dard be-nām hai

    aañkh kam-kosh hai

    aañkh ḳhāmosh hai

    dhuup se dard tak

    rañg se naam tak

    sabz āġhāz se

    surḳh anjām tak

    said se daam tak

    ek āvāz hai

    silsila silsila

    ek ehsās hai

    dā.era dā.era

    dā.era dā.era

    silsila silsila

    ek qaid hai

    ek maiñ qaid huuñ

    ek daam hai

    ek maiñ daam huuñ

    ek said hai

    ek maiñ said huuñ

    said se daam tak

    rañg se naam tak

    sabz āġhāz se

    surḳh anjām tak

    ek āvāz hai

    ek ehsās hai

    silsila silsila

    dā.era dā.era

    alif se aadmi

    alif se aam hai

    dhup be-rang hai

    dard be-nam hai

    aankh kam-kosh hai

    aankh KHamosh hai

    dhup se dard tak

    rang se nam tak

    sabz aaghaz se

    surKH anjam tak

    said se dam tak

    ek aawaz hai

    silsila silsila

    ek ehsas hai

    daera daera

    daera daera

    silsila silsila

    ek tu qaid hai

    ek main qaid hun

    ek tu dam hai

    ek main dam hun

    ek tu said hai

    ek main said hun

    said se dam tak

    rang se nam tak

    sabz aaghaz se

    surKH anjam tak

    ek aawaz hai

    ek ehsas hai

    silsila silsila

    daera daera

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now