sach
na mere paañv kī uñglī añgūThe se baḌī hai
na mere haath kī vo lakīr
kahīñ se bhī kaTī huī hai
phir tum kyoñ mere saath nahīñ ho
tum meñ aur mujh meñ
ye antar aisā kyoñ hai
maiñ jo kahtī huuñ vo ġhalat hai
tum jo karte ho vo sach hai
na mere panw ki ungli anguThe se baDi hai
na mere hath ki wo lakir
kahin se bhi kaTi hui hai
phir tum kyon mere sath nahin ho
tum mein aur mujh mein
ye antar aisa kyon hai
main jo kahti hun wo ghalat hai
tum jo karte ho wo sach hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.