sachche moti
bāzār meñ
naqlī motiyoñ kī bohtāt hai
to kyā huā
tum sachche motiyoñ kā
bhaav na girāo
kisī ke āñsuoñ kā
mazāq na uḌaao
ḳhvāh vo
ḳhair jaane do
kaun jaane
kab koī
sach-much ro rahā ho
bazar mein
naqli motiyon ki bohtat hai
to kya hua
tum sachche motiyon ka
bhaw na girao
kisi ke aansuon ka
mazaq na uDao
KHwah wo
KHair jaane do
kaun jaane
kab koi
sach-much ro raha ho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.