sada suhagan
añg bhavan kā bādal garje
qatra qatra
jīvan barse
diid āñgan meñ chhuḌe ujālā
jism samundar phir se mahke
naT-khaT naarī saa.e nigal jā
sā re gā mā pā dhā nī sā
galiyāñ kūche sone raste
raushan hoñge
āñkheñ saarī ubal paḌeñgī
paañv meñ jhāñjhar bāñdh le phir se
sā nī dhā pā mā gā re sā
ang bhawan ka baadal garje
qatra qatra
jiwan barse
did aangan mein chhuDe ujala
jism samundar phir se mahke
naT-khaT nari sae nigal ja
sa re ga ma pa dha ni sa
galiyan kuche sone raste
raushan honge
aankhen sari ubal paDengi
panw mein jhanjhar bandh le phir se
sa ni dha pa ma ga re sa
- Book : Harf hale (Pg. 69)
- Author : Aazam Khurshiid
- Publication : Lodhi Publishers
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.