saDak-chhap
polio ke qatre piine se
bhikāriyoñ kī bandar-bāñT meñ kaise kamī aa saktī hai?
jabki
gadāgaroñ ke rūhānī peshvā
ishtihār dete haiñ
ki unheñ
baġhair haath paañv vaale logoñ kī
ashad zarūrat hai
aur mujhe
hañsī aatī hai
un mar jaane vāloñ par
jo vaccinoñ meñ bhar diye ga.e
polio ke qatre pine se
bhikariyon ki bandar-banT mein kaise kami aa sakti hai?
jabki
gadagaron ke ruhani peshwa
ishtihaar dete hain
ki unhen
baghair hath panw wale logon ki
ashad zarurat hai
aur mujhe
hansi aati hai
un mar jaane walon par
jo waccinon mein bhar diye gae
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.