sadiyon pichhe
sunte haiñ ki nasloñ pahle
chiin kī bāġhī shahzādī ne
apnī duniyā tak jaane ke pāgal shauq meñ
āñgan kī dahlīz alāñgī
aur galiyāñ shah-rāheñ nāptī
ik phulvārī tak jā pahuñchī
rasmoñ ke Theke-dāroñ ne
jurm-e-tamannā kī pādāsh meñ hukm sunāyā
ab duniyā meñ aane vaalī har havā ko
sunte hain ki naslon pahle
chin ki baghi shahzadi ne
apni duniya tak jaane ke pagal shauq mein
aangan ki dahliz alangi
aur galiyan shah-rahen napti
ek phulwari tak ja pahunchi
rasmon ke Theke-daron ne
jurm-e-tamanna ki padash mein hukm sunaya
ab duniya mein aane wali har hawa ko
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.