safar be-samt
zamīñ se āsmāñ ke darmiyāñ
be-samt rāhoñ meñ
mire shahpar
sadā parvāz karte haiñ
kahāñ parvāz par koī
mirī qadġhan lagātā hai
aur un āñkhoñ meñ manzil hī
mirī kab muskurātī hai
zamin se aasman ke darmiyan
be-samt rahon mein
mere shahpar
sada parwaz karte hain
kahan parwaz par koi
meri qadghan lagata hai
aur un aankhon mein manzil hi
meri kab muskuraati hai
- Book : Khayal Darya (Nazmein) (Pg. 49)
- Author : Adil Hayat
- Publication : Arshia Publications (2013)
- Edition : 2013
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.