safar-e-agahi
ajiib hai
dasht-e-āgahī kā safar
vafā kī ridā meñ lipTī
barhana qadmoñ se chal rahī huuñ
tape hue regzār meñ bhī
magar chubhan hai na paañv meñ koī aabla hai
thakan kā nām-o-nishāñ nahīñ hai
ajib hai
dasht-e-agahi ka safar
wafa ki rida mein lipTi
barhana qadmon se chal rahi hun
tape hue regzar mein bhi
magar chubhan hai na panw mein koi aabla hai
thakan ka nam-o-nishan nahin hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.