Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

safar

MORE BYFauzia Mughal

    ik manzil ke liye

    kitnī manzileñ tai kartā hai

    insān yahāñ

    do Dhaa.ī gaz zamīñ ke liye

    kitnī mushkileñ sar kartā hai

    insān yahāñ

    azaan se namāz tak faqat ik safar hai

    baaqī safar yūñhī bekār tai kartā hai

    insān yahāñ

    ek manzil ke liye

    kitni manzilen tai karta hai

    insan yahan

    do Dhai gaz zamin ke liye

    kitni mushkilen sar karta hai

    insan yahan

    azan se namaz tak ka faqat ek safar hai

    baqi safar yunhi bekar tai karta hai

    insan yahan

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now