samaat ka dhoka
khulā huā darvāza
haañ magar
dabīz parda
girā huā
bāhar se
khule paT pe
ek dastak
andar se āvāz
aa.e
samā.at kā dhokā
aa.iye
parde kā haTnā
chūḌiyoñ kā khanak uThnā
hairatoñ kā hamla
sharmindagī kī chhīñTeñ
sukūt kī fat.h
nadāmat ke aañsū
dostī kā vāsta
khula hua darwaza
han magar
dabiz parda
gira hua
bahar se
khule paT pe
ek dastak
andar se aawaz
aae
samaat ka dhoka
aaiye
parde ka haTna
chuDiyon ka khanak uThna
hairaton ka hamla
sharmindagi ki chhinTen
sukut ki fath
nadamat ke aansu
dosti ka wasta
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.