sang-e-buniyaad
kitnī be-nūr thī hayāt merī
raah kā thā pata na manzil kā
phir bhī
ik ajnabī sā ḳhauf dil meñ liye
maiñ ne tum ko sharīk-e-ġham maanā
aur sharīk-e-hayāt bhī jaanā
donoñ ek dūsre ko jaan ga.e
ek mulāqāt sāf-o-sanjīda
sañg-e-buniyād-e-zīst kahlā.ī
kitni be-nur thi hayat meri
rah ka tha pata na manzil ka
phir bhi
ek ajnabi sa KHauf dil mein liye
main ne tum ko sharik-e-gham mana
aur sharik-e-hayat bhi jaana
donon ek dusre ko jaan gae
ek mulaqat saf-o-sanjida
sang-e-buniyaad-e-zist kahlai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.