Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sang-e-mil

Jamal Naqvi

sang-e-mil

Jamal Naqvi

MORE BYJamal Naqvi

    vo ek patthar

    ki jis se TuuTe

    samundaroñ sukūt aksar

    vo ek patthar

    ki jis ko pheñkā hai

    dostoñ ne hamāre sar par

    vo ek patthar

    ki jis se larze haiñ

    saare shīsha-nagar ke ghar ghar

    vahī milā sang-e-mīl ban kar

    wo ek patthar

    ki jis se TuTe

    samundaron ka sukut aksar

    wo ek patthar

    ki jis ko phenka hai

    doston ne hamare sar par

    wo ek patthar

    ki jis se larze hain

    sare shisha-nagar ke ghar ghar

    wahi mila sang-e-mil ban kar

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now