sard-o-garm
barf jaisī rātoñ meñ
bārhā maiñ jhulsā huuñ
tez dhuup meñ aksar
jam gayā huuñ ThiThurā huuñ
vaqt kī ye bulajabī
raaz hai to rahne do
yūñhī mujh ko be-samjhe
sard-o-garm sahne do
barf jaisi raaton mein
barha main jhulsa hun
tez dhup mein aksar
jam gaya hun ThiThura hun
waqt ki ye bulajabi
raaz hai to rahne do
yunhi mujh ko be-samjhe
sard-o-garm sahne do
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.