sub.h sub.h tayyār hue schōl ga.e
teacher ko dekhā ammī ko bhuul ga.e
ham bachche haiñ ḳhvāboñ meñ kho jaate haiñ
bas meñ baiTh ke bhī aksar so jaate haiñ
bag bharā hai lekin kuchh bhī ḳhaas nahīñ
lunch kā Dibbā agar hamāre paas nahīñ
bojh bahut hai nāzuk nāzuk shānoñ par
koī taras khaa.e ham nannhī jānoñ par
subh subh tayyar hue school gae
teacher ko dekha ammi ko bhul gae
hum bachche hain KHwabon mein kho jate hain
bas mein baiTh ke bhi aksar so jate hain
bag bhara hai lekin kuchh bhi KHas nahin
lunch ka Dibba agar hamare pas nahin
bojh bahut hai nazuk nazuk shanon par
koi taras khae hum nannhi jaanon par
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.