sham
din ko us kā lahū thā arzāñ
phir aa.ī ye shām-e-ġharībāñ
tauq gale meñ, paañv ba-jūlāñ
sabr hai giryāñ, zulm hai ḳhandāñ
shaam huī
karb o balā, sannāTā har-sū
har-sū us ke lahū kī ḳhushbū
mere lafz aur us ke jaadū
shaam huī
din ko us ka lahu tha arzan
phir aai ye sham-e-ghariban
tauq gale mein, panw ba-julan
sabr hai giryan, zulm hai KHandan
sham hui
karb o bala, sannaTa har-su
har-su us ke lahu ki KHushbu
mere lafz aur us ke jadu
sham hui
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.