Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

shart

Sughra Sadaf

shart

Sughra Sadaf

MORE BYSughra Sadaf

    ham donoñ be-shak

    alag alag rāhoñ pe chaleñ

    alag alag zehnoñ se socheñ

    fikr-o-ḳhayāl duniyā meñ

    ik duuje ko jhuTlā.eñ

    ik-dūje ko paspā kareñ

    lekin dekho

    ik-dūje ke saare ġham aur

    saarī ḳhushiyāñ

    baañT sakeñ to

    apnā rābta rah saktā hai

    hum donon be-shak

    alag alag rahon pe chalen

    alag alag zehnon se sochen

    fikr-o-KHayal ki duniya mein

    ek duje ko jhuTlaen

    ik-duje ko paspa karen

    lekin dekho

    ik-duje ke sare gham aur

    sari KHushiyan

    banT saken to

    apna rabta rah sakta hai

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now