Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

shartiya laDka

Krishna Mohan

shartiya laDka

Krishna Mohan

MORE BYKrishna Mohan

    kaise kaise vahm palte haiñ bashar ke zehn meñ bhī

    chand jur.e sher ḳhūñ-nosh karnā raat ko maithan se pahle

    kushāda chāñdnī meñ kaif-e-andoz-e-visāl-e-shauq honā

    vaj.h-e-aulād-e-narīna

    aur phir buqrāt ne bhī ye kahā thā

    mard apne daa.eñ ḳhusiye par jo rassī bāñdh le milne se pahle

    us aurat shartya laḌkā janegī

    lekin is andāz harza-sarā.ī

    kab kisī ke kaam aa.ī

    kaise kaise vahm palte haiñ bashar ke zehn meñ bhī

    kaise kaise wahm palte hain bashar ke zehn mein bhi

    chand jure sher ka KHun-nosh karna raat ko maithan se pahle

    ya kushada chandni mein kaif-e-andoz-e-visal-e-shauq hona

    wajh-e-aulad-e-narina

    aur phir buqraat ne bhi ye kaha tha

    mard apne daen KHusiye par jo rassi bandh le milne se pahle

    us ki aurat shartya laDka janegi

    lekin is andaz ki harza-sarai

    kab kisi ke kaam aai

    kaise kaise wahm palte hain bashar ke zehn mein bhi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now