shikast
ḳhud ko bahlātā rahā huuñ barsoñ
is taraf bhī kabhī kirnoñ kī navāzish hogī
gul khileñge dar-o-dīvār mahak uTTheñge
mai-e-ḳhush-rang ke sāġhar hoñge
aur vijdān-o-darak
ḳhud-farebī-e-musalsal kā tilism
aaj kyoñ Tuut rahā hai āḳhir
KHud ko bahlata raha hun barson
is taraf bhi kabhi kirnon ki nawazish hogi
gul khilenge dar-o-diwar mahak uTThenge
mai-e-KHush-rang ke saghar honge
aur wijdan-o-darak
KHud-farebi-e-musalsal ka tilism
aaj kyon Tut raha hai aaKHir
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.