shikast
maiñ bāhar kī be-Dhangī
āvāzoñ se tang aa kar
darvāzoñ ko band kartā huuñ
aur ḳhāmoshī se
ghanToñ
andar baiThā rahtā huuñ
phir andar bhī dhīre dhīre
kuchh āvāzeñ sī uThtī haiñ
main bahar ki be-Dhangi
aawazon se tang aa kar
darwazon ko band karta hun
aur KHamoshi se
ghanTon
andar baiTha rahta hun
phir andar bhi dhire dhire
kuchh aawazen si uThti hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.