shoala-saz
kaif-e-visāl kī vahī duniyā nasīb ho
hamdam kabhī kabhī ye duā māñgtā huuñ maiñ
miT jaa.e jism-o-rūh kī jis se ye ġhairiyat
begāna-e-vafā ye vafā māñgtā huuñ maiñ
is sho.ala-sāz giit kī shiddat ko pā ke bhī
kyoñ mujh se pūchhte ho ki kyā māñgtā huuñ maiñ
kaif-e-visal ki wahi duniya nasib ho
hamdam kabhi kabhi ye dua mangta hun main
miT jae jism-o-ruh ki jis se ye ghairiyat
begana-e-wafa ye wafa mangta hun main
is shoala-saz git ki shiddat ko pa ke bhi
kyon mujh se puchhte ho ki kya mangta hun main
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.