shu’a’-e-ummid
duur vus'atoñ meñ
raushnī sī miltī hai
jaise kah rahī ho vo
tīrgī-o-zulmat se
zulm aur ġharībī ab
is jagah nahīñ hogī
maut tujh ko aa.egī
aur zindagī tujh par
ḳhuub muskurā.egī
dur wus'aton mein
raushni si milti hai
jaise kah rahi ho wo
tirgi-o-zulmat se
zulm aur gharibi ab
is jagah nahin hogi
maut tujh ko aaegi
aur zindagi tujh par
KHub muskuraegi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.