shuur-e-dil se
aaj
qalam kī nok tale
ajiib mauzūa taḌap rahā hai
shu.ūr-e-dil se
ulajh paḌā hai
dimāġh bhī kuchh
kah rahā hai
ki
har ek shai ko mafād meñ tolne vaale
havāoñ meñ zahr gholne vaale
na.ī duniyā ke jadīd mas.aloñ kā hal nikāl sakeñge
kisī muāmle ko suljhā sakeñge
shu.ūr
dil se ye kah rahā hai
aaj
qalam ki nok tale
ajib mauzua taDap raha hai
shuur-e-dil se
ulajh paDa hai
dimagh bhi kuchh
kah raha hai
ki
har ek shai ko mafad mein tolne wale
hawaon mein zahr gholne wale
nai duniya ke jadid masalon ka hal nikal sakenge
kisi muamle ko suljha sakenge
shuur
dil se ye kah raha hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.