tum jis kaam se
aaj barsoñ ba.ad
merī samt khiche chale aa.e ho
vo kaam abhī nahīñ ho saktā
tum achchhī tarah jānte ho
āḳhirī tārīḳhoñ meñ zindagī bahut talḳh ho jaatī hai
aur ye talḳhī
chaa.e kī pyālī meñ tūfān nahīñ lā saktī
tum ḳhāmoshī se chaa.e piite raho
aur dekho
simone-de-beauvoir kī aurat ko haath mat lagāo
tum jis kaam se
aaj barson baad
meri samt khiche chale aae ho
wo kaam abhi nahin ho sakta
tum achchhi tarah jaante ho
aaKHiri tariKHon mein zindagi bahut talKH ho jati hai
aur ye talKHi
chae ki pyali mein tufan nahin la sakti
tum KHamoshi se chae pite raho
aur dekho
simone-de-beauwoir ki aurat ko hath mat lagao
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.