sipahi se muKHatib hote hue
merā qalam aur tumhārī bandūq kā baT
ek hī daraḳht kī lakḌī se bane haiñ
is daraḳht kī lakḌī se
koī kashtī banā.ī jā saktī thī
jis par maiñ aur tum savār ho kar
samundar meñ sair ke liye nikal jaate
aur hādsātī maut mar jaate
mera qalam aur tumhaari banduq ka baT
ek hi daraKHt ki lakDi se bane hain
is daraKHt ki lakDi se
koi kashti banai ja sakti thi
jis par main aur tum sawar ho kar
samundar mein sair ke liye nikal jate
aur hadsati maut mar jate
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.