siyahat
thak chukā hai jism lekin
zehn bachpan kī añdherī ghāTiyoñ meñ ghūmtā hai
aur laḌakpan kī hasīñ pagDanDiyoñ meñ dauḌtā hai
aur javānī ke sunahre rāstoñ par nāchtā hai
ye siyāhat ruuh ke tanhā safar kī ibtidā hai
thak chuka hai jism lekin
zehn bachpan ki andheri ghaTiyon mein ghumta hai
aur laDakpan ki hasin pagDanDiyon mein dauDta hai
aur jawani ke sunahre raston par nachta hai
ye siyahat ruh ke tanha safar ki ibtida hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.