Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

subh-e-kazib mein ek nazm

Mumtaz Kanwal

subh-e-kazib mein ek nazm

Mumtaz Kanwal

MORE BYMumtaz Kanwal

    ye soch ke dukh hogā

    kyuuñ raat ga.e ham ne

    darvāza khulā rakkhā

    kis shaḳhs chāhat meñ

    āñkhoñ muñDeroñ par

    ik diip jalā rakkhā

    ye soch ke dukh hoga

    kyun raat gae hum ne

    darwaza khula rakkha

    kis shaKHs ki chahat mein

    aankhon ki munDeron par

    ek dip jala rakkha

    Source :
    • Book : Funoon (Monthly) (Pg. 495)
    • Author : Ahmad Nadeem Qasmi
    • Publication : 4 Maklood Road, Lahore (Issue No. 25Edition Nov. Dec. 1986)
    • Edition : Issue No. 25Edition Nov. Dec. 1986
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now