sukh ka husul
sukh kā husūl
aur dukh se najāt
sirf do hī to mas.ale nahīñ haiñ zindagī ke
sukh aur dukh ke biich bhī to mas.ale haiñ
zindagī ko jitnā sochoge
utnā uljhā.egī
maiñ aaj tak ḳhud ko nahīñ samajh sakā
phir zindagī
dhuup chhāñv kā khel hai
jis par sūraj kā iḳhtiyār hai
apnā nahīñ
sukh ka husul
aur dukh se najat
sirf do hi to masale nahin hain zindagi ke
sukh aur dukh ke bich bhi to masale hain
zindagi ko jitna sochoge
utna uljhaegi
main aaj tak KHud ko nahin samajh saka
phir zindagi
dhup chhanw ka khel hai
jis par suraj ka iKHtiyar hai
apna nahin
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.