suna hai KHud ko
akasr dikhā.ī de jaate haiñ
kahīñ na kahīñ
ḳhushī ke aañsū
lekin
kyā kabhī kisī ne
ġham kī hañsī bhī sunī hai
maiñ ne sunī hai
akasr suntī huuñ
be-sāḳhta khilkhilāte hue
sunā hai ḳhud ko maiñ ne
kitnī hī baar
har baar
hañsī meñ uḌ jaatā hai
saarā ġham
kuchh pul ke liye
bas
kuchh pal ke liye
akasr dikhai de jate hain
kahin na kahin
KHushi ke aansu
lekin
kya kabhi kisi ne
gham ki hansi bhi suni hai
main ne suni hai
akasr sunti hun
be-saKHta khilkhilate hue
suna hai KHud ko main ne
kitni hi bar
har bar
hansi mein uD jata hai
sara gham
kuchh pul ke liye
bas
kuchh pal ke liye
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.