surKH phande sunahri malaen
tere pahlū meñ barf kā TukḌā
jaane pighlegā kaun sī rut meñ
ab to pairāhan-e-himāla bhī
misl-e-dāman-numā-e-qais huā
baal khulne lage haiñ shīsham ke
budh kī sūrat jumūd kī rut meñ
be-niyāz-e-libās-e-taḳhmīna
the gyānī jo vo safede bhī
haiñ sar-e-rāh mahv-e-bos-o-kanār
apnī ḳhush-qāmatī pe itrātī
pahanñe vaalī haiñ khajūreñ bhī
surḳh phande sunahrī mālā.eñ
tere pahlu mein barf ka TukDa
jaane pighlega kaun si rut mein
ab to pairahan-e-himala bhi
misl-e-daman-numa-e-qais hua
baal khulne lage hain shisham ke
budh ki surat jumud ki rut mein
be-niyaz-e-libas-e-taKHmina
the gyani jo wo safede bhi
hain sar-e-rah mahw-e-bos-o-kanar
apni KHush-qamati pe itraati
pahanne wali hain khajuren bhi
surKH phande sunahri malaen
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.