sur-e-israfil
ab to bistar ko jaldī se tah kar chuko
luqma hāthoñ meñ hai to use pheñk do
apne bachchoñ kī jānib se muñh pher lo
is ghaḌī bīviyoñ kī na parvā karo
raah meñ dostoñ kī nazar se bacho
is se pahle ki ta.amīl meñ der ho
sā.eran baj rahā hai chalo dosto!
ab to bistar ko jaldi se tah kar chuko
luqma hathon mein hai to use phenk do
apne bachchon ki jaanib se munh pher lo
is ghaDi biwiyon ki na parwa karo
rah mein doston ki nazar se bacho
is se pahle ki tamil mein der ho
saeran baj raha hai chalo dosto!
- Book : AURAAQ (Pg. 177)
- Author : Wazir Agha, Sajjad Naqvi
- Publication : Auraaq Chauk, Urdu Bazar, Lahore (April, May 1982)
- Edition : April, May 1982
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.