Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

taaqub

MORE BYRakhshanda Naved

    raat shor rahtā hai

    muḳhtalif kitāboñ meñ

    anginat havāloñ se

    jāgte savāloñ

    bojh dil pe rahtā hai

    diary ke siine se

    zindagī ke poshīda

    raaz raaz satroñ

    raat shor kartī hai

    dekh dekh kar chehra

    zehn ke darīche se

    jhāñkte savāloñ

    raat shor rahta hai

    muKHtalif kitabon mein

    anginat hawalon se

    jagte sawalon ka

    bojh dil pe rahta hai

    diary ke sine se

    zindagi ke poshida

    raaz raaz satron ka

    raat shor karti hai

    dekh dekh kar chehra

    zehn ke dariche se

    jhankte sawalon ka

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now