taaqub
phir mire ta.āqub meñ
ik udaas sā chehra
zaḳhm zaḳhm yādoñ ke jabr kī ridā oḌhe
hijr kī tamāzat meñ
vasl kī masāfat meñ
be-samar mohabbat kī be-nishān galiyoñ meñ
nañge paañv phirtā hai
phir mere taaqub mein
ek udas sa chehra
zaKHm zaKHm yaadon ke jabr ki rida oDhe
hijr ki tamazat mein
wasl ki masafat mein
be-samar mohabbat ki be-nishan galiyon mein
nange panw phirta hai
- Book : Aks Padta Hai Chand ka (Pg. 159)
- Author : saeed qais
- Publication : Mavra Books, Lahore (2006)
- Edition : 2006
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.