taj git
kitāb ammāñ ne kyā maze kī likhī
jise paḌh ke hotī hai ham ko ḳhushī
kareñge agar yaad ham taaj giit
to ham saare bachchoñ meñ jāveñge jiit
phir abbā ko apne sunā.eñge ham
aur in.aam hogā na.ī ik kitāb
jo is se bahut achchhī hogī janāb
kitab amman ne kya maze ki likhi
jise paDh ke hoti hai hum ko KHushi
karenge agar yaad hum taj git
to hum sare bachchon mein jawenge jit
phir abba ko apne sunaenge hum
aur inam hoga nai ek kitab
jo is se bahut achchhi hogi janab
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.