talib-ilm
Interesting Fact
(Talim-o-Tarbiyat) (Zarb-e-Kalim)
ḳhudā tujhe kisī tūfāñ se āshnā kar de
ki tere bahr kī maujoñ meñ iztirāb nahīñ
tujhe kitāb se mumkin nahīñ farāġh ki tū
kitāb-ḳhvāñ hai magar sāhib-e-kitāb nahīñ
KHuda tujhe kisi tufan se aashna kar de
ki tere bahr ki maujon mein iztirab nahin
tujhe kitab se mumkin nahin faragh ki tu
kitab-KHwan hai magar sahib-e-kitab nahin
- Book : کلیات اقبال (Pg. 544)
- Author : علامہ اقبال
- Publication : ایجوکیشنل پبلشنگ ہاؤس،دہلی (2014)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.