tabiat ke rang
kabhī kabhī
jī ye chāhtā hai
chāñd tak kī sīḌhī banā.ūñ
bādal havā meñ uḌā duuñ
le kar rañgoñ kī kachchī pencil
rañgolī sī qaus-e-quzah banā.ūñ
chāñd se khelūñ
ābshār fazā meñ bahā.ūñ
kabhī kabhī jī chāhtā hai
kuchh un chāhā sā
kabhi kabhi
ji ye chahta hai
chand tak ki siDhi banaun
baadal hawa mein uDa dun
le kar rangon ki kachchi pencil
rangoli si qaus-e-quzah banaun
chand se khelun
aabshaar faza mein bahaun
kabhi kabhi ji chahta hai
kuchh un chaha sa
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.