tahzib
lab kā naġhma
dil kī dhaḌkan
aañkh kī mastī lams kī garmī
dukh kī kasak
aur maut kī aahaT
sab kuchh yaksāñ
phir bhī duurī kitnī duurī
is duurī ko logoñ ne
qaumiyat maz.hab tahzīb zabān
jaane kyā kyā naam diye
lab ka naghma
dil ki dhaDkan
aankh ki masti lams ki garmi
dukh ki kasak
aur maut ki aahaT
sab kuchh yaksan
phir bhi duri kitni duri
is duri ko logon ne
qaumiyat mazhab tahzib zaban
jaane kya kya nam diye
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.