tahzib
ujlī ujlī tasvīroñ ko zañg lagā hai
darvāzoñ ko
būḌhī dīmak chaaT rahī hai
tasvīreñ
ḳhāmosh haiñ lekin
gūñge kāġhaz
bol rahe haiñ
ujli ujli taswiron ko zang laga hai
darwazon ko
buDhi dimak chaT rahi hai
taswiren
KHamosh hain lekin
gunge kaghaz
bol rahe hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.