talash
hasratoñ kī pyaas
le jā.egī kahāñ kahāñ
sahrāoñ meñ
samundar meñ
niile khule ambar meñ
chhān maarī ḳhaak
zamīñ se āsmāñ tak
jism se jaañ tak
yahī talāsh
qaa.em rakhegī
vajūd duniyā kā
tā-qayāmat
safar hayāt kā
haivān se insāñ tak
hasraton ki pyas
le jaegi kahan kahan
sahraon mein
samundar mein
nile khule ambar mein
chhan mari KHak
zamin se aasman tak
jism se jaan tak
yahi talash
qaem rakhegi
wajud duniya ka
ta-qayamat
safar hayat ka
haiwan se insan tak
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.