talKH tajraba
bachpan biitā khoī javānī
aayā buzurgī kā mausam
jis kī har ik saa.at ne
āñkhoñ ko be-nūr kiyā
aas ko chaknā-chūr kiyā
tab jā kar ye raaz khulā
raat ke taT par aa kar sūraj
zulmat kā ho jaatā hai
aur ta.attul jismoñ meñ bo jaatā hai
bachpan bita khoi jawani
aaya buzurgi ka mausam
jis ki har ek saat ne
aankhon ko be-nur kiya
aas ko chakna-chur kiya
tab ja kar ye raaz khula
raat ke taT par aa kar suraj
zulmat ka ho jata hai
aur tattul jismon mein bo jata hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.