Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tamasha

Ehtisham Akhtar

tamasha

Ehtisham Akhtar

MORE BYEhtisham Akhtar

    kīchaḌ se ālūda

    rāste se

    guzarte hue

    maiñ aksar phisal gayā huuñ

    logoñ ke liye

    tamāshā ban gayā huuñ

    apne par jhuñjhlāyā huuñ

    royā huuñ

    lekin jab koī

    usī rāste se guzarte hue

    phisal jaatā hai

    maiñ khilkhilā kar

    hañs paḌtā huuñ

    kichaD se aaluda

    raste se

    guzarte hue

    main aksar phisal gaya hun

    logon ke liye

    tamasha ban gaya hun

    apne par jhunjhlaya hun

    roya hun

    lekin jab koi

    usi raste se guzarte hue

    phisal jata hai

    main khilkhila kar

    hans paDta hun

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now