Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tanhai

Shahryar

tanhai

Shahryar

MORE BYShahryar

    añdherī raat is rahguzar par

    hamāre saath koī aur bhī thā

    ufuq samt vo bhī tak rahā thā

    use bhī kuchh dikhā.ī de rahā thā

    use bhī kuchh sunā.ī de rahā thā

    magar ye raat Dhalne par huā kyā

    hamāre saath ab koī nahīñ hai

    andheri raat ki is rahguzar par

    hamare sath koi aur bhi tha

    ufuq ki samt wo bhi tak raha tha

    use bhi kuchh dikhai de raha tha

    use bhi kuchh sunai de raha tha

    magar ye raat Dhalne par hua kya

    hamare sath ab koi nahin hai

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    tanhai Nomaan Shauque

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now