tanhai
yaad kī kirneñ pariyāñ ban kar
apnī bāhoñ meñ lipTā kar
terā chāñd sā sundar mukhḌā
sochoñ ke be-nūr khañDar meñ dur aatī haiñ
aur maiñ soch ke tapte thal meñ
tere saath guzārī shāmeñ
ek ik kar ke gintā huuñ
jab maiñ tanhā hotā huuñ
yaad ki kirnen pariyan ban kar
apni bahon mein lipTa kar
tera chand sa sundar mukhDa
sochon ke be-nur khanDar mein dur aati hain
aur main soch ke tapte thal mein
tere sath guzari shamen
ek ek kar ke ginta hun
jab main tanha hota hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.