Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

irada kya hai

MORE BYGhaus Khah makhah Hyderabadi

    ġham ke tūfāñ se guzarne irāda kyā hai

    Duub ke paar utarne irāda kyā hai

    byaah ke baare meñ pūchhā to nujūmī bolā

    shāḳh se TuuT ke jhaḌne irāda kyā hai

    mere isrār pe us ne ye kahā tañg aakar

    aap ḳhud-kushī karne irāda kyā hai

    'ḳhvāh-maḳhvāh' aap qarīb aa to ga.e haiñ mere

    boliye phir se bichhaḌne irāda kyā hai

    gham ke tufan se guzarne ka irada kya hai

    Dub ke par utarne ka irada kya hai

    byah ke bare mein puchha to nujumi bola

    shaKH se TuT ke jhaDne ka irada kya hai

    mere israr pe us ne ye kaha tang aakar

    aap ka KHud-kushi karne ka irada kya hai

    'KHwah-maKHwah' aap qarib aa to gae hain mere

    boliye phir se bichhaDne ka irada kya hai

    Source:

    Ba Farz-e-Muhal (Pg. 105)

    • Author: Ghaus Khah makhah Hyderabadi
      • Publisher: Qalam Publications, Mumbai
      • Year of Publication: 1992

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now