taraqqi
zindagī meñ añdherā
har shaam ke baa'd saverā
log kahte haiñ
merī zindagī kī shaam bhī
kabhī na kabhī
dhīre dhīre
savere tak zarūr pahuñchegī
magar sochtā huuñ
shaam se sub.h ke biich
mujhe niiñd na aa jaa.e
zindagi mein andhera
har sham ke ba'd sawera
log kahte hain
meri zindagi ki sham bhi
kabhi na kabhi
dhire dhire
sawere tak zarur pahunchegi
magar sochta hun
sham se subh ke bich
mujhe nind na aa jae
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.