tausif
us ne kahā thaa:
bol rahaT ke aur panchhī ke
sab alfāz sadā.eñ saarī
jo tahlīl huiiñ niile gumbad meñ
jo tahrīr huiiñ lamhoñ par
jo mahsūb huiiñ sāñsoñ se
niil gagan meñ sub.h-e-azal se tair rahī haiñ
aaj bhī un ko sun sakte haiñ, paḌh sakte haiñ
us ne kahā thaa:
shabd amar hai.....
us ne kaha tha:
bol rahaT ke aur panchhi ke
sab alfaz sadaen sari
jo tahlil huin nile gumbad mein
jo tahrir huin lamhon par
jo mahsub huin sanson se
nil gagan mein subh-e-azal se tair rahi hain
aaj bhi un ko sun sakte hain, paDh sakte hain
us ne kaha tha:
shabd amar hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.